Sharminda Hoon Song Lyrics - Ek Deewana Tha


Sharminda Hoon song from Ek Deewana Tha is sung by A. R. Rahman, Madhushree. Javed Akhtar has lyricist this song and AR Rahman is the Music Director. The Film Ek Deewana Tha stars Prateik Babbar, Amy Jackson, Manu Rishi, Samantha Ruth Prabhu.

Singer: A. R. Rahman, Madhushree
Lyricist: Javed Akhtar
Music Director: AR Rahman


Main ik lehar hoon jo
Samay ki nadi se
Bas tumse milne kinaare thi aayi
Magar jo bhi ho
Har ik lehar ko mit jaana hai
Nadi mein hi jaa ke
Hmm... oo hmm...
Hmm... oo hmm...

Tumko maine chaha bhi hai
Tumhi ko maine gham bhi diye
Sharminda hoon
Sharminda hoon
Sharminda hoon

Tumko maine chaha bhi hai
Tumhi ko maine gum bhi diye
Sharminda hoon
Sharminda hoon
Sach kehti hoon dil hi dil mein
Sharminda hoon

Duniya jo chahe keh le
Par tujhko milne se pehle
Khud se bhi naa mill saka tha main
Khoya saa tha main uljha sa tha
Ki tujh bin meri na thi koi raahien
Meri zindagi tujh bin thi jaise
Oss ki boond patti se ab giri ab giri
Oh ho ho..
Oss ki boond patti se ab giri ab giri

Main..agar..saans thi
Tum khushboo thay
Kaise kaise pal pal yaadon ke
Tumhe aise kho ke
Akele main zinda hoon, kyun?

Kagaz tha main, hawa mein udta
Tune mujh pe jaane kya likh diya
Mujhko abb toh naye shabd hai mill gaye
Ye shabd ye pyar ke

Tumko maine chaha bhi hai
Tumhi ko maine gum bhi diye
Sharminda hoon
Sharminda hoon
Sach kehti hoon dil hi dil mein
Sharminda hoon

Sitaaron se aage jahaan aur bhi hai
Abhi ishq ke imtehan aur bhi hai.. aur bhi hai
Tu shaheen hai parwaaz hai
Kaam tera tere saamne asmaan aur bhi
Sitaaron se aage jahaan aur bhi hai

Tum ho sach.. ki ho koi parchhayi
Kya tum ek khwaab ho jo kahin nahi
Bheegi hai palkein meri
Takiye hai mere num
Tum hi bataao mujhko
Kaise bhulaaun yeh

Tumko maine chaha bhi hai
Tumhi ko maine gum bhi diye
Sharminda hoon
Sharminda hoon
Sharminda hoon

Duniya jo chahe keh le
Par tujhko milne se pehle
Khud se bhi naa mill saka tha main
Khoya saa tha main uljha sa tha
Ki tujh bin meri na thi koi raahien
Meri zindagi tujh bin thi jaise
Oss ki boond patti se ab giri ab giri
Meri zindagi thi
Oss ki boond patti se ab giri ab giri
Meri zindagi thi
Oss ki boond patti se ab giri ab giri

hmmm...


0 comments:

Post a Comment

 
Top