Chhayi Hai Tanhai Song Lyrics - Love Breakups Zindagi


Chhayi Hai Tanhai song from Love Breakups Zindagi is sung by Shafqat Amanat Ali, Salim Merchant, Shruti Pathak. Javed Akhtar has lyricist this song and Salim-Sulaiman is the Music Director. The Film Love Breakups Zindagi stars Zayed Khan, Dia Mirza, Tisca Chopra, Cyrus Sahukar.

Singer: Shafqat Amanat Ali, Salim Merchant, Shruti Pathak
Lyricist: Javed Akhtar
Music Director: Salim-Sulaiman


Chhayi hai tanhaai, kyun naa jaane
Saza yeh kyun hai payi, kaun naa jaane
Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nigaahein, jisko hai kho jaana
Woh milta hi kyun hai

Dil ko hai murjhana, toh khilta hi kyun hai
Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhaana, toh khilta hi kyun hai

Dekho dekho zara, haye kya tha kya ho gaya
Haye tum meharbaan thay hum shadma the
Mehki thi dil ki waadiyan

Ho ho chahat bhari woh aankhein, ras mein doobi woh baatein
Kho gayi jaane kahan
Palkon ke thay jo saaye, kyun ho gaye paraye
Kyun aa gayi dooriya'n

Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai
Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai
Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nigaahein, chhayee hai tanhayi
Kyun na jaane, saza yeh hai kyun payi, kaun jaane.......


0 comments:

Post a Comment

 
Top