Lamha Lamha Song Lyrics - Classically Mild
Lamha Lamha Song Lyrics - Classically Mild


Song: Lamha Lamha
Singer: Sonu Nigam
Lyricist : Ajay Jhingran
Music : Deepak Pandit
Album: Classically Mild



Lamha lamha Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi (2 Times)

Aao yun, hum jhoome gaayein
Jeevan ko, jeena sikhlayein
Dil se dil, ke taar milayen
Khushiyon ki, khushboo chhalkayein
Hum sabhi

Anjaano ko meet banaye
Roothe hai jo unhein manaye
Dil ko rishton se nahlaye
Hum abhi

Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi

Haaai
Yaaron jashn hai zindagi (2 Times)

Lamha lamha Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi

Aao ye pal yun mehkayein
Do naino ko geet sunayein
Dhadkan ke ghungurroo Chankayein
Paklon ki Saragam dohrayein
Hum abhi

Meethi yaadein na dhundhlayein
Chanchal badal ban ke chhaaye
Chahat ka chandan barsaye
Har ghadi

Muskuraye gungunaye Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi

Haaayeee
Yaaron jashn hai zindagi
haan
Yaaron jashn hai zindagi

Lamha lamha Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi

Aao yeh pal yun mehkaye
Bachcho mein bachche ban jaye
Man se jhoot ki gard hataye
Thoda paise ko lalchaye
Hum sabhi

Lehron ka aanchal dhalkaye
Sagar ka maatha sehlaaye
Sapno ka aakash chhudaye
Hum kabhi

Muskuraye gungunaye Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi

Haaayeee
Yaaron jashn hai zindagi
Haaayeee
Yaaron jashn hai zindagi

Lamha lamha
Main jeevan hoon
Khul ke jee le
Jee le mujhko abhi


0 comments:

Post a Comment

 
Top