Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko Song Lyrics - Kaajal (1965)


Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko Song Lyrics - Kaajal (1965)

Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko song from Kaajal (1965) is sung by  Mohammed Rafi. Sahir Ludhianvi has lyricist this song and Ravi is the Music Director. The Film Kaajal (1965) stars Meena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra.

Singer:  Mohammed Rafi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Ravi



Chhoo lene do naazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Kudrat ne jo hum ko baksha hai
Wo sabse haseen inaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko

Sharma ke na yunhi kho dena
Rangeen jawaani ki ghadiyan
Sharma ke na yunhi kho dena
Rangeen jawani ki ghadiyan
Betaab dhadakte seeno ka
Armaan bhara paigam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko

Achon ko bura sabit karna
Duniya ki purani aadat hai
Achon ko bura sabit karna
Duniya ki purani aadat hai
Is may ko mubarak cheez samajh
Mana ke bohot badnaam hai ye

Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Kudrat ne jo hum ko baksha hai
Wo sabse haseen inaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko


0 comments:

Post a Comment

 
Top